Songs
Dekho Dekho Koi Aa Raha Hai

Dekho dekho koi aa raha hai,
Kaisa jalwa masih aa raha hai
Full Song Lyrics
AaAa
Dekho dekho koi aa raha hai,
Kaisa jalwa masih aa raha hai (C)
Ankhe apne utha kar tu dekho
Kaisa shaan se masih aa raha hai
Wo bhi kaisi sawari hai dekho,
Asma ki bedari to dekho (V1)
2
Baje bajte hai, duth gate hai
2
Kyon ki dulah chala aa raha hai...
Dekho dekho koi aa raha hai,
Kaisa jalwa masih aa raha hai (C)
Ankhe apne utha kar tu dekho
Kaisa shaan se masih aa raha hai
Waha suraj na chand hai na koi,
Ab to murde pade hai na koi (V2)
2
Hum sab darte hai aur kapte hai
2
Nyay karne masih aa raha hai
Dekho dekho koi aa raha hai,
Kaisa jalwa masih aa raha hai (C)
Ankhe apne utha kar tu dekho
Kaisa shaan se masih aa raha hai
Ya duniya hamari mitengi,
Ek nayi sristi fir se banegi (V3)
2
Sab naya hoga jag naya hoga
2
Rajye karne masih aa raha hai...
Dekho dekho koi aa raha hai,
Kaisa jalwa masih aa raha hai (C)
Ankhe apne utha kar tu dekho
Kaisa shaan se masih aa raha hai
Translate to