Songs
Haath Uthakar Gaunga

Yeshu Masih Bharosa Mera,
Tu Hi Sahara Hai Mera
Full Song Lyrics
AaAa
Yeshu Masih Bharosa Mera,
Tu Hi Sahara Hai Mera
Mushkil Samay Mein Tu Hi Dilasa,
Saath Rahega Tu Sada
Karuna Bhalayi Teri,
Sada Rahegi Mujhpar
Teri Vishwas Yogyata,
Dekhunga Mein Umra Bhar
Mai Haath Uthakar Gaunga,
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Maut Se Hai Bachaya Tu Ne,
Jeevan Naya Hai De Diya
Naam Le Kar Pukara Mujhe,
Mahima Se Mujhko Bhar Diya
Karuna Bhalayi Teri,
Sada Rahegi Mujhpar
Teri Vishwas Yogyata,
Dekhunga Mein Umra Bhar
Mai Haath Uthakar Gaunga,
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Aadaar aur Mahima Ho Teri,
Tu Hi Hamara Khuda
Puri Ho Teri Hi Marzi,
Tera hi Raj ho Yahaan x2
Mai Haath Uthakar Gaunga,
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Karuna Bhalayi Teri,
Sada Rahegi Mujhpar
Teri Vishwas Yogyata,
Dekhunga Mein Umra Bhar
Mai Haath Uthakar Gaunga,
Yeshu Tera Naam Rahe Uncha
Translate to